Saturday, September 28, 2013

GAZAL Urdu Poetry

 Urdu  GAZAL SMS


Tumhare raah badalne ki baat kisse karu,

Main apne khwaab bikharne ki baat kisse karu,

Abhi wo jaan-e-gazal door nahi nigaho se,

Abhi main jaan se guzarne ki baat kisse karu,


Abhi to ghamo ke andhere hain charo taraf,
Abhi main chand nikalne ki baat kisse karu,

Abhi to apne ghamo se nidhaal hain sabhi,
Abhi main tere bichharne ki baat kisse karu...

No comments:

Post a Comment