Ek na ek din, mil jaane ka waada karo,
Meri zindagi me aane ka waada karo,
Bahut tanha hu main, tumhare bin,
Mujhe gale se lagaane ka waada karo,
Choom ke armaan in hotho ka tum,
Saanso me basaane ka waada karo,
Main jo kabhi rooth jaau tumse to,
Muskura kar manaane ka waada karo,
Agar thaam lu jo main tera haath,
Mera saath nibhaane ka waada karo,
Chhod kar chala aaunga saari duniya,
Mujh ko apna banaane ka waada karo...
Meri zindagi me aane ka waada karo,
Bahut tanha hu main, tumhare bin,
Mujhe gale se lagaane ka waada karo,
Choom ke armaan in hotho ka tum,
Saanso me basaane ka waada karo,
Main jo kabhi rooth jaau tumse to,
Muskura kar manaane ka waada karo,
Agar thaam lu jo main tera haath,
Mera saath nibhaane ka waada karo,
Chhod kar chala aaunga saari duniya,
Mujh ko apna banaane ka waada karo...
No comments:
Post a Comment