Friday, October 24, 2014

GAZAL

GAZAL

Yaadai'n jaag jati hyn
Barisho'n k mausam main

Har ghari satati hyn
Barisho'n k mausam main

Shaambhi kisi surat
Chain se nahi kat'ti

Subhai'n bhi satati hyn
Barisho'n k mausam main

Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey

Aankhai'n bheeg jati hyn
Baarisho'n k mausam main

"Kahun K Kia Ho Tum.

"Kahun K Kia Ho Tum....?"

Mere liye meri Duniya ho Tum,
Cho k jo Guzre wo Hawa ho Tum,

Maine jo Mangi wo Dua ho Tum,
Kya maine Mehsos wo Ehsas ho Tum,

Meri Nazar ki Talash ho Tum,
Meri Zindagi ka Qarar ho Tum,

Maine jo Chaha wo Pyar ho Tum,
Mere Intizar ki Rahat ho Tum,

Mere Dil ki Chahat ho Tum,
Tum ho tu Duniya hai Meri,

Kaise Kahun k Sirf Pyar Nahin,
Meri JAAN ho Tum.

Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din

Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din
Lagta nahi tha us ka dil mere bin

Dosto se kaha karta tha wo b,
Kiya ye b ji sakta hai mere bin

Mazaq ban jaya karta tha jo Doston mein
khud ko tanha samjta tha wo mere bin

Isse hade diwangi kahoon ya pagalpan
tasawar me wo batein kiya karta tha mere bin

Wo mosmoon k badlny se darta nahi tha lekin
bahar mein murjhaya karta tha mere bin

Ab As tot gain uske aani ki
Lagta hai Jina sekh chuka hai mere bin

Pani ki bondain

Pani ki bondain phulon ko bhiga rahi hai
Thandi lehren ek tazgi jaga rahi hai,
Ho jaye aap b inme shamil
Ek pyari si subah aapko jaga rahi hai
GOOD MORNING

Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do,

Is dil ka kaha maano ek kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do,

Meri zaat par faqat itna ehsan kar do,
Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.

Thursday, October 2, 2014

Kesy??

Teri Lajawb Chahhat ku Huum Bhullain Kesy,?
.
tum ku Bhol kr khud ku Chaiin Dilain  kesy,?
.
Na Janny kon si Kashissh Tery Pass Le aati hy,
.
Tere Pass aa kr tujh me Sammaain kesy?
.
Hum ne dil Se Chaha Hy Tujhe Magar
.
Teri Chahat k Qabil khud ko Banaaain kesy?
.
Hum En Me Tera Akss Tujhe Dikhaain Kesy?
.
Hum Tum Se Bohat Mohabbat krty hain
.
Magar Tumhein Ye Ehsas Dilaain Kesy??

nakaabe-e-kafan

Bhot Roya Wo mery pas aa k jb Ehsas Hua usey Apni ghalti ka...


"zindgi"

Chup hum b krwa lety ager chehre pe hmare nakaabe-e-kafan na hota...